Ph.D Ke Liye Kya Kare Ph.D Ki Jankari Ph.D Full Form Meaning In Hindi

What Is PhD Degree In Hindi PhD Ka Full Form In Hindi


Ph.D Course Details In Hindi PhD Course Information In Urdu

PhD Ka Matlab PhD Ki Full Form Kya Hai PhD Course Details In India





PhD ki full form Doctor of Philosophy aur Latin Language mein Doctor Philosophiae hai. Ye ek bohat bari degree hoti hai jo zyada tar country's mein universities candidates ko award karti hain. PhD ki different forms mein bhi likha jata hai jaise Ph.D D.Phil ya PhD aur DPhil ye country par depend karta hai kay wo konsi form use karti hai. Ek shakhs jo PhD ki degree rakhta hai wo Academic title mein "Doctor" mana jata hai aur agar wo larki hai ya larka aisa shakhs apne naam kay pehle "Dr." ka word istemal kar sakta hai.

PhD Kay Liye Kya Kare?


PhD mein admission leny kay liye student ko bachelor degree aur masters ki degree complete karna zarori hai. PhD course mein admission lene kay liye aap ko 55% ya phir 60% percentage chahiye hoti hai ye University par depend karta jis mein student admission lena chahta hai.
Entrance examination for Admission in PhD Course
India mein ziyada tar IITs (Indian Institute of Technology) aur dusri premier universities PhD course mein students ko admission denay kay liye apna alag entrance exam leti hai aur entrance exam mein mostly written test aur interview shamil hota hai.

PhD Degree Course Duration




PhD ka mukamal course 4 saal sey le kar 8 saal tak ho sakta hai ye PhD discipline per depend karta hai kay aap kis subject mein PhD karna chahte ho. PhD Degree hasil karne kay liye aap ko comprehensive exams, coursework aur jis subject mein candidate PhD kar raha hai us sey related ek long essay likhna hota hai.

Various Disciples of PhD Degree




PhD degree taqreeban har study ki field mein karwai jati hai jin mein common fields ye hain.
PhD in Mathematics, PhD in Engineering, PhD in Economics, PhD in Finance, PhD in Statistics, PhD in Chemistry, PhD in Physics, PhD in Biology aur PhD in Foreign Languages waghera.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu