CBI Full Form And Meaning CBI Jankari CBI Ki Full Form In Hindi

What Is The Full Form Of CBI


CBI Police Full Form In India In Hindi


Full Form Of CBI In India





CBI ki full form Central Bureau of Investigation hai CBI India ki premier investigative agency hai jo kay ek high class ki organization hai jiska kaam police kay system aur nation ki economy ki zimedari hoti hai. Ye organization Indian government kay andar kaam karti hai.



CBI Agency criminals ki chaan been karny aur criminials ki investigation kay liye kaam karti hai aur isay India ki interpol samjha jata hai. CBI 1941 mein Special Police Establishment kay sey banai gai thi aur ye us waqt sirf ek ilaqay ki security kay liye responsible hoti thi. 1963 mein iska naam Central Bureau of Investigative rakh diya gaya jiska motto "Industry, Impartiality, Integrity rakha gaya.


CBI ka headquarter India ki capital city New Delhi mein hai lekin iskay dusry offices bhi India ki main cities mein majood hain. CBI ko control karne wali minstry Union Minister of the Government of India hai. Ye agency India kay Prime Minister ko directly report karti hai.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu