PRT Full Form In Teaching PRT Ki Full Form PRT Full Form In Hindi

What Is The Full Form Of PRT PRT Ka Full Form


PRT Teacher Full Form in Hindi

Primary Teacher Salary




PRT ki full form Primary Teacher hoti hai. PRT unhen kaha jo primary level kay students ko teach karte hain. Primary teachers bachon ki taleem kay liye responsible hote hain. Primary teachers ki importance bohat zyada hoti hai kyun ki ye wo log hote hain jo chote bachon kay healthy future kay liye responsible hote hain jahan sey bache ki base banti hai. PRTs ko TET (Teachers Eligibility Test) kay zariye appoint kiya jata hai aur inka interview bhi liya jata hai jo kay annually state authorities ki janib sey liya jata hai.



PRT banne ke liye Higher Secondary level mein minimum 50% marks hona zarori hai aur isky sath 50% marks Diploma ya phir Bachelor of Degree in Elementary Education mein hona bhi compulsory hai. PRT Teachers ka salary structure har state mein taqreeban same hoti hai.


Primary Teachers humari zindagi ka bohat eham hissa hote hain kyun ki in teachers ki wajah sey ek phool khilta hai aur bara ho kar ek acha insan banta hai. Teacher koi bhi ho uski respect lazmi karni chahiye teachers har educated insan ki life ka important part hota hai.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu