IES Kya Hai What Is The Full Form Of IES Exam IES Full Form In Hindi
IES Ka Full Form IES Meaning In Hindi
IES Full Form In Hindi |
IES ki full form Indian Engineering Services hai. Ye ek panel hai jis mein kaabil aur laik enginners ko Indian Government exams aur interviews kay zariye IES (Indian Engineering Services) kay liye select kart hai. Ye panel Goverment kay advisor kay taur par aur proper planning ke liye bhi kaam karta hai isky ilawa public sector, utilities, facilities, Roads, Bridges, Railways, Government Factories, Electricity, Water, Communication, Radio aur defence jo bhi property goverment kay under aati hai uski dekhbhal kay liye responsible hota hai.
India ki government ne IES mein engineers ko bharti karny kay liye bohat sakht policy rakhi hai jis mein exams aur interviews liye jate hai jin mein industry ke experts shamil hote hain.
IES Paper Details IES Information In Hindi
IES ke liye basic education 4 year ki engineering ki degree require hoti hai aur candidates ko UPSC exams jo kay 4 stages mein mukamal hota hai ye karne kay baad personal interview dena hota hai. UPSC exam ki 4 stages mein objective aur descriptive type ke questions hote hain. Jis mein pehla exam General Aptitude English Proficient aur uske bad technical questions ka hota hai. Isky baad candidate ki ko engineering mein use hone wali techniques kay baray mein pucha jata hai aur jab ye teeno clear ho jate hain to phir candidate ka interview liya jata hai usky baad shortlist kiya jata hai aur last mein appoint kar diya jata hai.
Comments
Post a Comment