Posts

Showing posts from March, 2017

Ladies MC Full Form in Hindi Full Form of MC Period in Hindi

Image
What is Menses Period in Urdu Menstruation Meaning in Urdu Kya Aap bhi Internet Se Paise Kamana chahte ho? Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye videos bana kar YouTube se paise kaise kamaye jate hain? ye sari molmat lene ke liye aur mazeed jankari ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain.  Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer  Salman Moazzam 👉 +923436002946, 03346424709 MC Full Form in Hindi What is Menstrual Cycle Periods Kya Hota Hai in Hindi Menstrual Cycle Days in Hindi MC ki full form Menstrual Cycle hoti hai menses hone ko menstruation kehte hain. MC ko Hindi mein Masik Dharm bhi kaha jata hai aur isay Urdu mein Mahwari kaha jata hai. Menstrual Cycle ko aam taur par Menses aur Periods bhi kaha jata hai. MC aurat ki bo...

MLA Ka Full Form Kya Hota Hai Full Form Of MLA in Politics in Hindi

Image
MLA Ka Full Form Kya Hoga MLA Ki Full Form Kya Hai MLA Full Form in Hindi DM Full Form in Hindi MLA Ka Full Form Bataiye MLA Ka Hindi Full Form MLA ki full form Member of Legislative Assembly hai. MLA aik representative hota hai jo kay kisi khass electoral district kay mukhtalif voters elect karte hain. Ye legislative assembly ka important member hota hai jo apne halqay kay mukhtalif issues par baat cheet karta hai. Waqt parne par Chief Minister bhi aik MLA ki position ko sambhal sakta hai aur MLA ka role aik sey zyada bhi ho sakta hai. India ki government kay three-tiered governance structure hai in sab kay apne executive functions hote hain. Sab sey uncha order Union ya phir Central government ka hota hai usky baad State Government aati hai kuch siyasi taqatain Union Government sey neechey hoti hai jis sey states kay elected parties hoti hain. Third tier local management system ka hota hai jaise kay Municipalities aur Panchayats waghera. Har state governm...

Google Ka Full Name Google Ka Pura Naam Google Ka Matlab Google Ki Full Form Google Ka Full Form Kya Hai

Image
Full Form of Google in Computer Google Inc. Full Form Google Inc. Full Form Google Company Introduction in Urdu/Hindi Google Ka Matalab Hindi Me Google Ki Jankari Google ki full form Global Organization of Oriented Group of Language of Earth hai lekin technically Google ki full form nahi hai. Google aik search engine hai Google word OGLOO se bana tha google ki full form Google ka naam GOOGOL word se nikla tha jo mathematical term 1 aur 100 zeros ko follow karti hai ye waqai bohat bara number hai aap ne dekha hoga jab aap log Google par koi bhi word search karte hain to aap ko page kay last mein Goooooooooogle jaise words dekhne ko milte hain iska matlab yehi hai kay Google aap ko puri duniya ki malomat chand seconds mein provide kar deta hai jo kay puri duniya ki websites ka database hai. Google Virtual world ka life force hai ziyada tar online activities Google ki help sey he hoti hain. Google sirf aik search engine nahi hai balkay ye bohat sari malomat ko chand...

U.A.E Ka Pura Naam U.A.E Full Form in Hindi

Image
Dubai Full Form U.A.E Ki Capital U.A.E Ki Rajdhani U.A.E Full Form Details in Urdu/Hindi BMW Full Form in Hindi U.A.E Short History U.A.E ki full form United Arab Emirates hai jisy Dubai bhi kaha jata hai jo kay United Arab Emirates ka aik popular city hai. U.A.E Arabian Peninsula ka mashraqi khita hai ye Oman kay Gulf aur Persian Gulf kay janoobi samandar kay kinaray kay sath hai. Dubai ka hisa samundari sarhadon mein hai jin mein Kuwait, Qatar, Iran, Bahrain aur Iraq shamil hai jab kay Dubai ka hisa zameeni hisa land border Saudi Arabia aur Oman kay sath hai. U.A.E ko samundar ka safar karne walon ne abad kiya tha jo bad mein 7th Century mein Islam mein revert ho gaye thy. U.A.E ka capital ya rajdhani Abu Dhabi hai. Duniya Ki Sabse Unchi Imarat Konsi Hai? United Arab Emirates apni khoobsurati aur highest buildings ki wajah sey bohut famous hai duniya ki sab sey unchi building Burj ul Khalifa dubai mein hai iss sey pehle highest building Burj Ul Ara...

PVR Ki Full Form PVR Ka Matlab PVR Meaning in Hindi

Image
PVR Means in TV PVR Full Form in Cinema What is PVR?  PVR Full Form in Hindi  BMW Full Form in Hindi PVR Full Form in Hindi PVR ki full form Personal Video Recorder hai PVR aik general term hai jo kay device ko di gai jo bilkul VCR sey milti julti hai. PVR aur VCR mein bunyadi faraq ye hai kay VCR TV Data analog format mein record karta hai jab kay PVR isay digital format mein recording karta hai. PVR video data MPEG format mein encode karta hai aur isay hard drive mein store kar leta hai. Baqi functions VCR ki jaise same hai js mein fast-forwarding, rewinding, playback, recording aur pausing etc. shamil hai. PVR mein aap directly video kay kisi bhi hissay mein fast forward ya backward kiye baghair jump kar sakte hain. PVR subscriber service kay taur par offer kiye jate hain jin mein kuch ki monthly fee hoti hai aur kuch monthly fee ke baghair hote hain. PVR ko diye jane walay aam naam ye hain. HDR (Hard Disk Recorder), DVR (Digital Video...

ECG Ka Full Name ECG Ka Full Form ECG Ki Full Form in Hindi

Image
ECG Full Form in Medical What is ECG In Medical in Hindi ECG Test in Medical ECG Jankari in Hindi/Urdu MRI Scan Test Full Form in Hindi ECG Meaning in Urdu ECG ki full form Electrocardiogram hai ye medical test hai ye heart activity ko check karta hai asan lafzon mein jo dil ki harkat ko check karta hai. Ye insani dil ki electrical activity ko samne lata hai isay EKG bhi kaha jata hai. ECG Test procedure mein pain nahi hoti ye heartbeat ki speed check karta hai kay heartbeat kitni fast hai isky ilawa ye heartbeat ki rhythm ko bhi check karta hai kay heartbeat normal condition mein hai ya nahi ECG dil mein sey guzarne walay electrical signals ki timing aur strength bhi batati hai. Bunyadi taur par ECG test procedure dil ki mukhtalif bimariyon ko pakar sakta hai jaise kay heart attacks, heart failures aur arrhythmias etc. ECG Test Procedure ECG Ka Test Kis Tarah Kiya Jata Hai? Electrocardiography jisy EKG aur ECG bhi kaha jata hai is proc...

GPS Ka Matlab Kya Hai GPS Ka Full Form Kya Hai GPS Full Form And Meaning In Hindi

Image
GPS Ka Kya Use Hai GPS Ka Pura Naam GPS Ka Full Name GPS Tracking GPS Technology Knowledge in Hindi 4G LTE Full Form in Hindi GPS Technology Information in Urdu GPS ki full form Global Positioning System hai GPS aik navigation system hai jo kay satellite network ki madad sey kaam karta hai. GPS United States ne 1973 mein shuru kiya tha GPS ka asal maqsad zameen par mojood kisi bhi jagah ka time aur address pata karna hai shuru mein ye sirf military ke liye banaya gaya tha phir ye commercial aur civil maqsad ke taur par bhi istemal hone laga aaj GPS puri dunya mein driving directions aur locations maloom karne kay liye istemal hota hai. Technology ki development ke sath sath GPS ka system mazeed behtar ho gaya hai aur sahi time aur jagah batata hai GPS system satellites ka group hai jo kay earth kay Orbit kay pass hai aur mukamal taur par US Defense Department ki janib sey control kiya jata hai. GPS Global Position System space based system hai jo kay na...

MRI Ka Full Form MRI Ki Full Form MRI Ka Matlab MRI Scan Full Form in Hindi

Image
MRI Full Form in Medical MRI Scan Kya Hai MRI Scan Test Full Form in Hindi/Urdu DNA Test Full Form in Hindi What is The Meaning Of MRI Test in Hindi MRI ki full form Magnetic Resonance Imaging hai MRI aik imaging technique hai jo kay physicians insani jism kay andar mojood organs ko check karne kay liye istemal karte hain. MRI radiofrequency pulses aur strong magnetic field ka istemal karti hai jiski wajah sey target kiye hue organs ki picture details mein computer screen par show ho jati hai. Ye tissues pics bones ki pics aur taqreeban human body ki tamam pics le sakti hai. MRI X-RAY sey mukhtalif hai kyun ki X-Ray machine mein ionizing radiation use hoti hai aur MRI mein use ionizing radiation istemal nahi hoti. MRI ki details wali picture aur image doctors ko body kay parts ka tajzia karne aur bimari ko dignoes karne mein help karti hai. Ye images print out karke hard copy ke taur par bhi rakhy ja sakte hain. MRI Test mein pain nahi hoti aur ye har uma...

BHU Ka Full Form Kya Hai BHU Full Form in Hindi

Image
What is Banaras Hindu University Full Form BHU Full Form in Education D.C.A Full Form in Hindi BUH University Details BHU ki full form Banaras Hindu University hai BHU aik Public Central University hai jo kay Varanasi, Uttar Pradesh mein majood hai. Yeh university Pandit Madan Mohan Malviya ne 1916 mein banayi thi. Ye Asian continent ki bari universities mein shumar hoti hai jisky students 20,000 tak hain. BHU ka main campus 5.3 KM tak phaila hua hai BHU ka south campus 11 KM ki zameen tak phaila hua hai jis mein Agricultural Science Center hai jisy Krishi Vigyan Kendra bhi kaha jata hai. Bihar state mein aik aur campus bhi BHU kay agenda mein shamil hai. BHU 6 institutes shamil hain 14 faculties aur 132 departments hain. BHU mein students ki enrollment 30,000 cross karti hai jis mein 34 countries sey students bhi shamil hain. BHU mein students ke liye 75 hostels hain. BHU ke colleges mein IIT-BHU- FMS-BHU, IAS-BHU, IMS-BHU aur Institute of Environment aur...

UPSC Exam Kya Hai UPSC Full Details UPSC Exam In Urdu UPSC Ki Jankari Hindi Me

Image
UPSC Full Form in Hindi UPSC Full Information in Hindi UPSC Full Form in Hindi/Urdu UPSC Full Jankari SSC Examination Full Form in Hindi UPSC Exam Full Information What is UPSC Exam In India UPSC ki full form Union Public Service Commission hai ye aik central government agency hai jo kay mukhtalif exams karwati hai jaise kay engineering services exam, civil service exam, Indian forest service exam, central armed police forces ya assistant commandant exam, Naval academy exam, special class railway exam, Combined defense services exam, Combined medical services exam etc. Ye examinations jo UPSC ki janib sey liye jate hain India mein sab sey mushkil exams samjhe jate hain jiska success rate sirf 0.1% se 0.3% tak hai. India ka constitution UPSC ko ye exam conduct karne ki ijazat deta hai. UPSC ke constitution mein aur bhi roles hain jaisay kay Posts ki Recruitment aur interview jesi services, isky ilawa government ko recruitment methods ki advices dena, civil servi...

DCA Full Form in Hindi D.C.A. Ka Pura Name DCA Ka Full Form in Hindi

Image
DCA Full Form Name DCA Ka Matlab Diploma in Computer Application Course Duration Diploma in Computer Applications in Hindi Computer Full Form in Hindi DCA Ka Full Form Kya Hai DCA Ka Full Form Hindi Me DCA ki full form Diploma in Computer Applications hai hamari zindagi mein computer ki barhti hui demand aur computers ka humari zindagi mein important role is baat ki tasdeeq karta hai kay aany waly waqt mein Computer professionals ki bohat zaroorat hai. India kay mukhtalif departments mein istemal hone walay computers aur inki demand mein izafa ho raha hai jis mein Computer applications in business, programming languages, database management, systems analysis, khaas applications mein computer software development jaise kay studies, financial management aur lambay arsay ki planning waghera shamil hai. uration 6 months hoti hai lekin 1 year bhi ho sakti hai ye course curriculum aur institution per depend karta hai. Diploma in computer applications mein aap da...

RPSC Full Form In Hindi RPSC Kya Hai Jankari RPSC Ki Full Form

Image
RPSC Jankari RPSC Full Form in Hindi RPSC Information RPSC Full Form in Hindi RPSC Ki Sthapana Kab Hui What is RPSC Exam What is RPSC in Hindi RPSC ki full form Rajasthan Public Service Commission hai ye Government of Rajasthan ki premier commission hai jo recruitment exams organize karti hai. Government ke mukhtalif departments mein Employees ko recruit karne kay liye procedures deti hai. Jis mein clerical cadre se le kar Rajasthan Administrative Service (R.A.S) aur Rajasthan Police Service (R.P.S) tak postings ke exams shamil hain. RAS, RPS, RTS aur Rajasthan Sub-ordinate services mein recruitment RAS/RTS Competitive exam ke zariye hoti hai jo kay RPSC leti hai. RPSC ka office Jaipur Road, Ajmer, Rajasthan mein hai. Rajasthan Public Service Commission 16 August 1949 ko qaim hui. RPSC ki official website  http://rpsc.rajasthan.gov.in hai.

CD-ROM Ka Full Form CD-ROM Ka Pura Naam CD-RW Ki Full Form

Image
CD ROM Full Form in Computer CD-RW Full Form CD-ROM Full Form in Computer CD-RW Information in Hindi CD-ROM Kya Hota Hai Jankari in Hindi/Urdu CD ROM ki full form Compact Disc Read Only Memory hoti hai. CD-ROM Computer mein Compact Disc (CD) read karne ke liye istemal hota hai 21st century ke darmiyan mein CD-ROMs Computer ke liye softwares aur video games chalane ke liye istemal hote thy lekin jab sey Internet ka daur aaya hai ab kam log he CD's istemal karte hain. CD's mein data "read-only" hota hai yani aap kisi bhi CD mein store data ko dobara write ya delete nahi kar sakte sirf copy kar sakte hain. CD's ki storage DVD Blu Ray ki nisbat kam hoti hai. CD-R Full Form in Computer CD-ROMs drives mukhtalif kisam ke hote hain jo sirf Disc ko read karte hain aur kuch CD ko write bhi karte hain. CD writers jo CD ko write karte hain un mein kuch CD's par sirf aik bar data write kiya ja sakta hai jisay CD-R (Compact Disc Reco...

DM Ki Full Form Kya Hai DM Ka Full Form in Hindi

Image
DM Ka Full Name DM Ka Pura Naam DM Ka Matlab Doctorate of Medicine in India Information in Hindi Doctorate Of Medicine India Full Form Of DM in Medical Terminology DM ki full form Doctorate of Medicine hai ye aik 3 sala post graduate super specialty degree hai jo kay medicine ki field mein course ke liye award ki jati hai. Doctorate of Medicine mein admit hone wali students ki tadad poray saal mein sirf 1 hoti hai yani har saal sirf 1 student doctorate of medicine mein sirf recognized postgraduate teacher jis department mein kam az kam 3 faculty members hoon aik professor, aik associate professor aur 1 assistant professor ya phir lecturer wahi admit ho sakta hai. What is District Magistrate In Hindi District Magistrate in India in Hindi DM Ka Pura Name India mein DM ka matlab District Magistrate bhi hota hai DM jo apne area ki dekhbhal maintenance aur law & order yani qanoon nafiz karne ka zimedar hota hai. District Magistrate ko distr...

B Pharma Full Form B Pharmacy Full Details Pharmacy Education In India

Image
B Pharm Course Details In Hindi B Pharma Courses In India B.Pharma Education in India Bachelor of Pharmacy Courses Doctor Of Pharmacy Degree In India B Pharma Ki Full Form B Pharma ka matlab bachelor of Pharmacy hai ye pharmacy ki field mein aik undergraduate academic degree hai. Ye degree kisi bhi mulk mein as a pharmacist practice karne ke liye lazmi hoti hai. Bachelor of Pharmacy mein medicines ke effects aur patients ko medicines istemal karne ke liye di jane wali hidayat kay mutaliq study ki jati hai. Kuch countries mein isay Doctor of Pharmacy (PharmD) aur Master of Pharmacy (MPharm) degrees kay naam sey jana jata hai. United States mein ye degree sirf Washington State University mein as baccalaureate pharmacy degree ke taur par di jati hai jahan ab ye degree PharmD degree hai. Ye degree pehle US mein offer ki jati thi aur ab bhi Canada mein Bachelor of Science in Pharmacy mein iski zaroorat hoti hai. M.B.B.S Full Form Course Details in Hindi India ...

GATE Ka Full Form GATE Full Form In Hindi

Image
GATE Full Form Name GATE Full Meaning GATE Test Exam Information in Hindi Language NEFT Full Form in Hindi GATE Test Full Form GATE Ki Full Form GATE ki full form Graduate Aptitude Test in Engineering hai. GATE aik entrance exam hai jo poray India mein students ko engineering, science aur technology ki mukhtalif fields mein admit karne kay liye liya jata hai. GATE exam IITs (Indian Institutes of Technology) aur IISc (Indian Institute of Science) ki madad sey liya jata hai. India ki 7 IITs (Institutes of Technology) Delhi, Mumbai, Kanpur, Guwahati, Chennai, Kharagpur aur Roorkee shamil hai. GATE exam engineering streams mein liya jata hai jaisa kay Civil Engineering, Mechanical Engineering, Electrical Engineering, Computer Science Engineering, Chemical Engineering, Electronics aur Communication Engineering, Instrumentation Engineering, , Aerospace Engineering, Information Technology, Production Engineering, Industrial Engineering, Metallurgy, Physic...

MBA Ki Full Form Kya Hai MBA Full Form In Hindi MBA Means In Urdu

Image
MBA Course Details In Hindi MBA Ka Full Form Kya Hai MBA Program Details MBA Full Form in Hindi Language  CBI Full Form in Hindi MBA Kaise Kare MBA Ki Information MBA Full Name In Hindi MBA ki full form Master of Business Administration hai MBA business management mein aik postgraduate degree hai jo kay student ko Business Administration mein apna career banane kay liye tayar karti hai. MBA course ki duration 12 months sey le kar 3 years tak hoti hai ye course par depend karta hai kay ye part time course hai ya full time course hai. MBA kay liye eligibility criteria mein jin students ne kisi bhi discipline mein 50% marks kay graduation complete ho wo students MBA Course ke liye apply karne kay liye eligible hain. Lekin MBA course karne kay liye universities mein entrance examinations hote hain jinko pass karne ke baad he aap MBA Course mein admit ho sakte hain. India mein mukhtalif MBA entrance examinations jo kay institutions aur universities ki jan...