PVR Ki Full Form PVR Ka Matlab PVR Meaning in Hindi
PVR Means in TV PVR Full Form in Cinema
What is PVR? PVR Full Form in Hindi |
PVR Full Form in Hindi
PVR ki full form Personal Video Recorder hai PVR aik general term hai jo kay device ko di gai jo bilkul VCR sey milti julti hai. PVR aur VCR mein bunyadi faraq ye hai kay VCR TV Data analog format mein record karta hai jab kay PVR isay digital format mein recording karta hai. PVR video data MPEG format mein encode karta hai aur isay hard drive mein store kar leta hai. Baqi functions VCR ki jaise same hai js mein fast-forwarding, rewinding, playback, recording aur pausing etc. shamil hai.
PVR mein aap directly video kay kisi bhi hissay mein fast forward ya backward kiye baghair jump kar sakte hain. PVR subscriber service kay taur par offer kiye jate hain jin mein kuch ki monthly fee hoti hai aur kuch monthly fee ke baghair hote hain. PVR ko diye jane walay aam naam ye hain. HDR (Hard Disk Recorder), DVR (Digital Video Recorder) jo kay DVD par record kiye jate hain, PVS (Personal Video Station) aur PTR (Personal TV Receiver) etc. Agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath share karen.
Thanks
ReplyDeleteWelcome Aditya Chauhan you can also check this information LED Full Form in Hindi http://fullforminhindi.blogspot.com/2017/09/led-ka-full-form-hindi-me-led-ka-pura-naam-led-full-form-in-hindi.html
Delete