CD-ROM Ka Full Form CD-ROM Ka Pura Naam CD-RW Ki Full Form

CD ROM Full Form in Computer CD-RW Full Form


CD-ROM Full Form in Computer CD-RW Information in Hindi

CD-ROM Kya Hota Hai Jankari in Hindi/Urdu



CD ROM ki full form Compact Disc Read Only Memory hoti hai. CD-ROM Computer mein Compact Disc (CD) read karne ke liye istemal hota hai 21st century ke darmiyan mein CD-ROMs Computer ke liye softwares aur video games chalane ke liye istemal hote thy lekin jab sey Internet ka daur aaya hai ab kam log he CD's istemal karte hain. CD's mein data "read-only" hota hai yani aap kisi bhi CD mein store data ko dobara write ya delete nahi kar sakte sirf copy kar sakte hain. CD's ki storage DVD Blu Ray ki nisbat kam hoti hai.


CD-R Full Form in Computer




CD-ROMs drives mukhtalif kisam ke hote hain jo sirf Disc ko read karte hain aur kuch CD ko write bhi karte hain. CD writers jo CD ko write karte hain un mein kuch CD's par sirf aik bar data write kiya ja sakta hai jisay CD-R (Compact Disc Recordable) kehte hain. Lekin CD-RW jiski full form Compact Disc-ReWritable hai ye CD-RW aik khali compact disc hoti hai jis mein data record kiya ja sakta hai aur remove kiya ja sakta hai baar baar record bhi kiya ja sakta hai lekin ye CD's normal plain CD readers mein work nahi kartin.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu