Google Ka Full Name Google Ka Pura Naam Google Ka Matlab Google Ki Full Form Google Ka Full Form Kya Hai
Full Form of Google in Computer Google Inc. Full Form
Google Inc. Full Form Google Company Introduction in Urdu/Hindi |
Google Ka Matalab Hindi Me Google Ki Jankari
Google Virtual world ka life force hai ziyada tar online activities Google ki help sey he hoti hain. Google sirf aik search engine nahi hai balkay ye bohat sari malomat ko chand seconds mein faraham kar deta hai. Google common vocabulary ka hisa ban chuka hai jab bhi koi shakhs malomat ko kam samjhta hai to usay next person kehta hai just Google it jiska matlab hota hai kay Google par search kar dekh lo ye aik fashionable word ban chuka hai. Logon kafi saalon sey Google ki services istemal karte aa rahe hain lekin unko Google ki history ka pata nahi hota. Aaj hum apko Google ki popular services ka introduction dene ja rahe hain to kya humein shuru karna chahiye?
Google bohat powerful aur large company ban chuki hai kuyn ki Google kay visitors bohat ziyada hain. Google ki parent company Alphabet hai Google Alphabet ko 2015 mein Google kay founders Larry Page aur Sergey Brin ne found kiya tha ye new company bhi US California mein hai jisy banane ka maqsad Google ko mazeed behtar aur Google services mein accountability banana hai. Ek survey ke mutabiq Google internet par sab sey popular company hai aur ye Apple ko bhi cross kar chuki hai. Google company ka sab sey ziyada revenue advertisements sey aata hai Google advertisement mein bohat famous hai Google ki aik service Google AdSense bhi hai jo website owners ko internet sey paise kamane mein help karti hai jab bhi koi shakhs Ads par click karta hai to website kay malik ko click kay hisab sey paise milte hain.
List Of Most Popular Google Products
- Google ki email service bhi hai jo kay GMail kay naam sey popular hai
- Google ki translation service bhi hai jiska name Google Translate hai.
- Google ki video streaming service bhi hai jiska naam YouTube hai.
- Google ka mobile operating system bhi hai jiska name Android hai.
- Google ka GPS Global Positioning System Google Maps bhi hai.
- Google ka web browser bhi hai jiska name Google Chrome hai.
- Google ka Blogging kay liye platform bhi hai jiska name Blogger hai.
Comments
Post a Comment