MRI Ka Full Form MRI Ki Full Form MRI Ka Matlab MRI Scan Full Form in Hindi
MRI Full Form in Medical MRI Scan Kya Hai
MRI Scan Test Full Form in Hindi/Urdu |
What is The Meaning Of MRI Test in Hindi
MRI ki full form Magnetic Resonance Imaging hai MRI aik imaging technique hai jo kay physicians insani jism kay andar mojood organs ko check karne kay liye istemal karte hain. MRI radiofrequency pulses aur strong magnetic field ka istemal karti hai jiski wajah sey target kiye hue organs ki picture details mein computer screen par show ho jati hai. Ye tissues pics bones ki pics aur taqreeban human body ki tamam pics le sakti hai.
MRI X-RAY sey mukhtalif hai kyun ki X-Ray machine mein ionizing radiation use hoti hai aur MRI mein use ionizing radiation istemal nahi hoti. MRI ki details wali picture aur image doctors ko body kay parts ka tajzia karne aur bimari ko dignoes karne mein help karti hai. Ye images print out karke hard copy ke taur par bhi rakhy ja sakte hain. MRI Test mein pain nahi hoti aur ye har umar kay shakhs kay liye safe hai.
MRI aik body test hai jo kay powerful magnetic field aur radio wave energy jo kay internal body kay tamam organs ka digital image banata hai. MRI ka advantage ye hai kay jo bhi images bante hain kyun ki wo digital hote hain isliye inhen computer mein save kiya ja sakta hai. Agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath share karen.
Comments
Post a Comment