DM Ki Full Form Kya Hai DM Ka Full Form in Hindi

DM Ka Full Name DM Ka Pura Naam DM Ka Matlab


Doctorate of Medicine in India Information in Hindi

Doctorate Of Medicine India Full Form Of DM in Medical Terminology



DM ki full form Doctorate of Medicine hai ye aik 3 sala post graduate super specialty degree hai jo kay medicine ki field mein course ke liye award ki jati hai. Doctorate of Medicine mein admit hone wali students ki tadad poray saal mein sirf 1 hoti hai yani har saal sirf 1 student doctorate of medicine mein sirf recognized postgraduate teacher jis department mein kam az kam 3 faculty members hoon aik professor, aik associate professor aur 1 assistant professor ya phir lecturer wahi admit ho sakta hai.



What is District Magistrate In Hindi

District Magistrate in India in Hindi

DM Ka Pura Name




India mein DM ka matlab District Magistrate bhi hota hai DM jo apne area ki dekhbhal maintenance aur law & order yani qanoon nafiz karne ka zimedar hota hai. District Magistrate ko district collector bhi kehte hain kyun ki ye district ke revenue ko collect karta hai. District magistrate ke pass collecting powers hoti hain aur ye Divisional Commissioner ke under kaam karta hai isliye isay Deputy Commissioner bhi kahat jata hai.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu