GATE Ka Full Form GATE Full Form In Hindi

GATE Full Form Name GATE Full Meaning


GATE Test Exam Information in Hindi Language

GATE Test Full Form GATE Ki Full Form





GATE ki full form Graduate Aptitude Test in Engineering hai. GATE aik entrance exam hai jo poray India mein students ko engineering, science aur technology ki mukhtalif fields mein admit karne kay liye liya jata hai. GATE exam IITs (Indian Institutes of Technology) aur IISc (Indian Institute of Science) ki madad sey liya jata hai. India ki 7 IITs (Institutes of Technology) Delhi, Mumbai, Kanpur, Guwahati, Chennai, Kharagpur aur Roorkee shamil hai.



GATE exam engineering streams mein liya jata hai jaisa kay Civil Engineering, Mechanical Engineering, Electrical Engineering, Computer Science Engineering, Chemical Engineering, Electronics aur Communication Engineering, Instrumentation Engineering, , Aerospace Engineering, Information Technology, Production Engineering, Industrial Engineering, Metallurgy, Physics, Chemistry, Biotechnology etc.



GATE exams mein bunyadi tor par student kay comprehensive knowledge ko check kiya jata hai is test kay zariye student ko engineering, technology, architecture undergraduate course kay baray mein jaiza liya jata hai. IITs (Indian Institute of Technology) NITs (National Institutes of Technology) aur IIITs (Indian Institutes of Information Technology) kay Postgraduate kay mukhtalif programs mein admission lene kay liye GATE score zarori hai. GATE test government ki mukhtalif opportunities mein bhi help karta hai. GATE examination mein lamby questions nahi hote iska aik apna challenge system hai jo kay 100 mein sey 15 percent students qualify kar paate hain.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu