URL Ki Full Form Kya Hai URL Ka Matlab Kya Hai URL Full Form In Hindi
URL Ka Pura Name URL Full Form Meaning In Hindi URL Web Address Explanation In Urdu/Hindi HTML Full Form In Urdu/Hindi URL Ka Full Form Kya Hota Hai URL ki full form Uniform Resource Locator hai. Yeh bunyadi taur par Computer network mein aik web source ka reference hai. Ye resource ki location batata hai aur dobara source hasil karne ka mechanism deta hai. URL ko pehle Universal Resource Locator kaha jata tha. Aik URL aik web address hota hai jo kisi file, document ya phir internet WWW (World Wide Web) par dusre resources ke liye unique address hota hai. URL ki khoj ek English Scientist Tim Berners-Lee ne 1994 mein ki thi. Aam taur par URL ke pehle adhy hisy ko "protocol identifier" kaha jata hai kyun ki ye istemal kiye jane waly protocol ko identify karta hai. URL ke dusre hisse ko "Resource Name" kaha jata hai kyun ki ye domain name ya web source ka IP address zahir karta hai. URL ka first half aur second half aam taur par colon (:) ke z...